Meizu jaldi hi India mein apna naya smartphone Meizu M5 launch karne wala hai. Meizu M5 already China, Italy aur Russia mein available hai. Yeh ek low budget segment ka smartphone hai jisse company ne pichle saal November mein introduce kiya tha.
Reports ke according yeh phone aane wale kuch weeks mein India mein launch kiya jayega. Abhi tak iss ki launch date ke baare mein koi information nahi hai.
Meizu M5 Specifications
- 5.2 inch HD Display with 2.5D curved glass
- 1.5GHz octa-Core MediaTek MT6750 Processor
- 2GB and 3GB RAM variants
- 16GB and 32GB storage variants, expandable up to 128GB
- 13 megapixel rear camera with dual LED flash, f/2.2 aperture
- 5 megapixel selfie camera
- 3070mAh battery
- Android 5.1 Lollipop with Flyme OS 5.5
- Fingerprint Scanner
- Connectivity : Dual SIM, 4G VoLTE, dual band WiFi, Bluetooth 4.0, GPS
- Dimensions : 147.28 × 72.8 × 8.15 mm
- Weight : 138 grams
- Colors : Glacier White, Matte Black, Mint Green, Champagne Gold and Sapphire Blue
China mein Meizu M5 ke 2GB model ki price 699 Yuan hai aur 899 Yuan for 3GB RAM variant. India mein 3GB RAM variant ki price Rs 8,000 ke kaam hone wali hai. Filhaal iss baare mein koi confirmation nahi hai ki konse variants aur models ko India mein launch kiya jayega.
(source)
Leave a Reply