LG ne already confirm kar diya hai ki woh MWC 2017 mein apna naya flagship LG G6 ko launch karne wala hai. Abhi tak LG G6 ke kaafi leaks aa chuke hai including real images of upper body.
Ab haal hi mein LG G6 ke prototype ki live images saamne aayi hai aur images mein smartphone ko sabhi angles se dikhaya gya hai. Leaked images pata chal rha hai ki piche ki taraf dual cameras aur fingerprint sensor diya gya hai. Bottom mein USB Type-C port, speaker grille aur microphone diya gya hai. Front side mein display hai with very slim bezels. Aur rumors ke according, G6 glass aur metal build ke saath aa sakta hai.
Also Read : RELIANCE JIO DTH SET TOP BOX IMAGE LEAKED
LG G6 Specifications
- 5.7-inch QHD display
- Qualcomm Snapdragon 821 processor
- 6GB of RAM
- Non removable battery with Quick Charge 4.0 support
- Dual rear camera setup
- Front facing camera may come with integrated iris scanner
- Water and dust resistant capabilities
Also Read : INTEX AQUA YOUNG 4G WITH VOLTE LAUNCHED IN INDIA : PRICE, SPECIFICATIONS, AND MORE
Iss baar phone mein koi bhi modular concept nahi hone wala hai. Kuch reports ke according LG G6 ki price 20 percent less hone wali hai purane LG G5 se. Ab dekhna hoga ki actually yeh iss price pe launch hoga.
(source)
Leave a Reply